Ho ho ho.
...
Voh dekhnay mein kaisi seedhi-saadi lagti
Hai bolti ki woh toh kuch nahin samajhati
Andar se kitni tezz hai
...
Kabhi ajeeb si, kabhi haseen lagti
Kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
Philosophy ka craze hai
...
Ho kehti hai yeh ik phase hai
...
Voh dekhnay mein kaisi seedhi-saadi lagti
Hai bolti ki woh toh kuch nahin samajhati
Andar se kitni tezz hai
...
Kabhi ajeeb si, kabhi haseen lagti
Kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
Philosophy ka craze hai
...
Ho kehti hai yeh ik phase hai
...
Ho kehti hai yeh ik phase hai
...
Shh. pa pa pa. para.
...
Yeh kahan main aa gaya
Bolo kaisa yeh tayaan hai
Dil kisi ka ho gaya, na isspe ikhteyaar hai
...
Karoon toh kya karoon, kaoon toh kya kahoon
Yeh gaana bhi toh usko paas laane ka bahana hai
Woh chup chup mere dil ke raaz kholti
Aadat ke? mere khwaab bhi tataloti
Possessiveness ka case hai
...
Jaan-e-jaan jaan-e-mann
Toh har gaane mein aata hai
Parwana Romeo har ladka hi bann jaata hai
...
Likhun toh kya likhun?
Banu toh kya banu?
Yeh filmon mein ladka hi kyun ladki ko phansata hai
Main chahoon bhi toh main sabhi woh kar jaata hoon
Woh aaye saamne toh main sudhar jaata hoon
Ladki ik full-on chase hai
...
Haan kehti hai yeh ik phase hai
...
Voh dekhnay mein kaisi seedhi-saadi lagti
Hai bolti ki woh toh kuch nahin samajhati
Andar se kitni tezz hai
...
Kabhi ajeeb si, kabhi haseen lagti
Kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
Philosophy ka craze hai
...
Ho kehti hai yeh ik phase hai
...
Ho kehti hai yeh ik phase hai
...
Writer(s): Ali Zafar
Lyrics powered by www.musixmatch.com