Kabhi Mausam Lyrics
von Abhijeet
Der Song 'Kabhi Mausam' von Abhijeet ist ein wunderschöner Ausdruck von Sehnsucht und Liebe. In den ersten Zeilen beschr... weiterlesen
Kabhi mausam hua resham Kahi baarish hui rimzim
Mujhe tum yaad aaye
Kahi koyal ki kuh kuh se
Kahi payal ki cham cham se
Mujhe tum yaad aaye
(Woh saundhi saundhi khushbu bhi
Un chanchal chitwan aadao ki
Phagun ki dheemi hawaaye bhi
Baatein tumhari kare)
Deewana dil hua gumsum
Mujhe tum yaad aaye
Kabhi mausam hua resham
Kahi baarish hui rimzim
Mujhe tum yaad aaye
(Yeh panghat sune sune hain
Woh khali khali jhule hain)
Lehrata saaagar kinara
Tum bin adhura lage)
Lehar kadmo se takrai
Mujhe tum yaad aaye
Kabhi mausam hua resham
Kahi baarish hui rimzim
Mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye
Kahi koyal ki kuh kuh se
Kahi payal ki cham cham se
Mujhe tum yaad aaye
(Woh saundhi saundhi khushbu bhi
Un chanchal chitwan aadao ki
Phagun ki dheemi hawaaye bhi
Baatein tumhari kare)
Deewana dil hua gumsum
Mujhe tum yaad aaye
Kabhi mausam hua resham
Kahi baarish hui rimzim
Mujhe tum yaad aaye
(Yeh panghat sune sune hain
Woh khali khali jhule hain)
Lehrata saaagar kinara
Tum bin adhura lage)
Lehar kadmo se takrai
Mujhe tum yaad aaye
Kabhi mausam hua resham
Kahi baarish hui rimzim
Mujhe tum yaad aaye
Writer(s): Nusrat Badr, Saptarishi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Der Song 'Kabhi Mausam' von Abhijeet ist ein wunderschöner Ausdruck von Sehnsucht und Liebe. In den ersten Zeilen beschreibt der Sänger, wie bestimmte... weiterlesen
-
Beliebte Abhijeet Lyrics
Link kopiert!
Abhijeet - Kabhi Mausam
Quelle: Youtube
0:00
0:00