Main Koi Aisa Geet Gaoon Ke Aarzoo Jagaoon
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ke Aarzoo Jagaon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ke Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ke Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho
Tum Ko Bulaoon Yeh Palkein Bichaoon Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasman Banoo Sitaroon Se Sajaoon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ke Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho...
Main Titliyoon Ke Peeche Bhagoon
Main Jugnuoon Ke Peeche Jaoon
Ye Rang Hai, Woh Roshni Hai
Tumhare Paas Dono Laoon
Jitni Khushbooain Baag Mein Milein Haan,
Jitni Khushbooain Baag Mein Milein
Main Laoon Wahan Pe Ke Tum Ho Jahan Jahan
Pe Ek Pal Bhi Thairoon Main Gulsita Banaoon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ke Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho...
Agar Kaho To Main Sunaoon Tumhe Haseen Kahaniyaan
Sunoogi Kya Meri Zubani Tum Ek Paari Ki Dastaan
Ya Main Karoon
Tumse Baiyaan
Ya Main Karoon Tumse Baiyaan
Ke Raja Se Rani Mili Thi Kahan
Kahaniyoon Ke Nagar Mein Tumhe Le Ke Jaoon Agar Tum Kaho
Tum Ko Bulaoon Yeh Palkein Bichaoon Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasman Banoo Sitaroon Se Sajaoon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho Haan,
Agar Tum Kaho
La La La La La Um Hmm Hmm Hmm Hmm
Writer(s): Javed Akhtar, Pandit Jatin, Lalit Pandit
Lyrics powered by www.musixmatch.com