Aa Ja Baharon Ki Mallika Lyrics

Lyrics
Dekhe tujhe jhume bahar
Tere kadam chume bahar
Dekhe tujhe jhume bahar
Tere kadam chume bahar
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Dekhe tujhe jhume bahar
Tere kadam chume bahar

Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka

Aa tujhse karni hai baate kai
Kaise gujari hai raate kai
Aa tujhse karni hai baate kai
Kaise gujari hai raate kai
Kuch tera khoya hai
Kuch mera khoya hai
Bolo kya armaan nikalta
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka

Angdayi leke zara mujhse mil
Banke bhanak meri baaho mein khil
Angdayi leke zara mujhse mil
Banke bhanak meri baaho mein khil
Aaja karib aaja dil pe mere chha ja
Banke nasha halka halka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Dekhe tujhe jhume bahar
Tere kadam chume bahar
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka
Aaja baharon ki mallika
Mausam badal jaaye dil ka.
Writer(s): Majrooh Sultanpuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Abhijeet - Aa Ja Baharon Ki Mallika
Quelle: Youtube
0:00
0:00