Facebook
Twitter
Problem melden

Hum Na Tode (From "Boss") Songtext

Vishal Dadlani - Hum Na Tode (From "Boss")
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Ho paache na hat jaa re taau
Boss aa rya se, bera koni ke tane
Boss re Boss!

Hum na chode, tode, phode
Jo bhi humse panga le Collar nikal ke
Jeans phati daal ke
Duniya ko baandh ke
Apne rumaal se
Hum toh chale jhoomte
Daayein-baayein ghoomte
Hey! masti full-on re
Rokega kaun re
Arey! masti full-on re
Rokega kaun re

Hum na chode, tode, phode
Jo bhi humse panga le Hey jo bhi yahaan baat karega, akad ke
Taang denge usko chaand pe, pakad ke
Apna toh mijaaz hi bada, hai manmaana

Ho. Hum hain Boss
Baaki sab yahaan, ghulam hain
Aate jaate hum ko thokte, salaam hain
Apne hi usool pe chale, ye zamaana

Maana humne hum dheeth hain
Lekin dil ke hum neat hain Geet yahi chhed ke
Apni guitar pe
Fikron ka aasmaan
Phir se utaar ke
Hum toh chale jhoomte
Daayein baayein ghoomte

Masti full-on re
Rokega kaun re Re khatam nahi hua, baawli booch!
Abey dhol peet le
Re guitar baja le Jackson ki aulaad
Re peepdi ne phhonk le
Hawa ni bhar ke andar
Re orchestra, baja!

Ho apni toh hai seedhi saadi si philosophy
Khaate peete mauz mein kate, ye zindagi
Dil rahe khushi ke hi nashe mein chakraya
Ho. man to cheej hai kamal ki, pehchaan lo
Yaar jaa ke husn waalo se, ye jaan lo
Humne hi toh ladkiyon ka dil dhadkaya

Apne charche akhbaar mein
Chhapte rehte hain pyaar mein Ishq hum toh karte hain apne hisaab se
Hum pe yaqeen naa ho toh
Poochh lo janaab se

Ho hum toh chale jhoomte
Daayein-baayein ghoomte

Masti full-on re
Rokega kaun re Hum na chhode, tode, phode
Jo bhi humse panga le
News
Gwen Stefani: Neues Album unterscheidet sich klar von seinen Vorgängern
Vor 4 Stunden
Gwen Stefani: Neues Album unterscheidet sich klar von seinen Vorgängern
Cheyenne Ochsenknecht: Ihre Kindheit war „eine schwierige Zeit“
Vor 3 Stunden
Cheyenne Ochsenknecht: Ihre Kindheit war „eine schwierige Zeit“
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru