Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye aye jigida jigida
O koi keh do taaron ko itna na jhuke
Suraj mombatti ban meri raaton mein jale
Har manzil besabri se dastak hai kare
Lakiren hathon ki meri marzi pe mude
Kora kagaz diya hai, hathon mein mere
Main likh jaaoon jo bhi vaise din honge mere
Yaar langotiya hai yeh, Khuda bhi jo mera
Karta hai hamesha, jo bhi mann mein ho mere
X 2
X 2
Khwaishon ki dukaan pe
Mera khaata hai chalta ji
Kismat ka bhi to chonga
Mere naap se kat-ta, banta hai ji
Oon ke gole jaisi raahen khulti aisi
Mere pairon ke tale meri manzil hogi agar
Saare jahaan se behtar khud se aake wo to
Mere peechhe daude chale
X 2
Mujh se jo hain bhale wo
Karte sau paintare jo
Lagta nahi un-se dar mujh ko
Roko chakke ki jaam se
Main to bhai kood-faand ke
Kar dunga aage yaar main khud ko
Daanv ke pench leke
Paala rasson se kheench ke
Kas doonga jeet ke main purje
Mujhko zameen pe baandho
Kar lo door aasman ko
Main to phir ud jaaoon phurr se
X 2
Writer(s): Anvita Dutt Guptan, Raghupathy Dixit
Lyrics powered by www.musixmatch.com