Zabaan Jale Hai Lyrics

In "Zabaan Jale Hai" von Rahat Fateh Ali Khan präsentiert der Künstler die tiefen Unruhen und Qualen, die mit der Liebe ... weiterlesen
Lyrics
Na bolun main toh, kaleja phoonke
Jo bol dun toh zabaan jale hai

Sulag na jaave, agar sune woh
Sulag na jaave, agar sune woh
Jo baat meri zabaan tale hai

Na bolun main toh, kaleja phoonke
Jo bol dun toh zabaan jale hai

Lage toh phir, yun ye rog laage
Na saans aave, na saans jaave
Lage toh phir, yun ye rog laage
Na saans aave, na saans jaave

Ye ishq hai, namuraad aisa
Ye ishq hai, namuraad aisa
Ki jaan leve, tabhi tale hai

Hamari haalat pe, kitta rove hai
Aasmaan bhi, tu dekh lijo
Hamari haalat pe, kitta rove hai
Aasmaan bhi, tu dekh lijo

Ki surkh ho jaave, uski aankhein
Ki surkh ho jaave, uski aankhein bhi
Ki jaise taise, ye din dhale hai

Na bolun main toh, kaleja phoonke
Jo bol dun toh zabaan jale hai
Writer(s): Gulzar, Vishal Bharadwaaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

In "Zabaan Jale Hai" von Rahat Fateh Ali Khan präsentiert der Künstler die tiefen Unruhen und Qualen, die mit der Liebe verbunden sind. Der zentrale G... weiterlesen

Rahat Fateh Ali Khan - Zabaan Jale Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00