Khudaya Lyrics

Im Lied 'Khudaya' von Rahat Fateh Ali Khan geht es um den tiefen inneren Kampf des Protagonisten, der sich in einer schw... weiterlesen
Lyrics
Ghar k dar se darbadar yun ho gaye qadam
Ik zara si zindagi mein is qadar sitam

O khudaya…
O khudaya…

Gin raha hoon ungliyon pe apna har gunnah
Keh raha hoon tujhse main tu sun raha haina

O khudaya…
O khudaya…

Janay kis baat ki mili… Mili mujhe saza
Janay kis baat ki mili… Mili mujhe saza

Bata meri khata…
O khudaya…

Ghar k dar se darbadar yun ho gaye qadam
Ik zara si zindagi mein is qadar sitam

O khudaya…
O khudaya…

Choot'tay ja rahay hain saharay, koi rokay koi tou pukaray

Choot'tay ja rahay hain saharay, koi rokay koi tou pukaray
Kis kahani ka kirdar hoon main, jeet paaun na woh haar hoon main

Dua ki kirchiyan hoon chun raha…
Bata meri khata…
O khudaya…

Ghar k dar se darbadar yun ho gaye qadam
Ik zara si zindagi mein is qadar sitam

O khudaya…
O khudaya…
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Im Lied 'Khudaya' von Rahat Fateh Ali Khan geht es um den tiefen inneren Kampf des Protagonisten, der sich in einer schwierigen Lebenssituation befind... weiterlesen

Rahat Fateh Ali Khan - Khudaya
Quelle: Youtube
0:00
0:00