Yahan har shakhs harpal
Hadsa hone se darta hain
Yahan har shakhs harpal
Hadsa hone se darta hain
Khilauna hain jo mitti ka
Bada hone se darta hain
Yahan har shakhs harpal
Hadsa hone se darta hain
Khilauna hain jo mitti ka
Bada hone se darta hain
Yahan har shakhs harpal
Hadsa hone se darta hain
Mere dil ke kisi kone mein
Ik masum sa bachcha
Mere dil ke kisi kone mein
Ik masum sa bachcha
Mere dil ke kisi kone mein
Ik masum sa bachcha
Bado ki dekh kar duniya
Bada hone se darta hain
Bado ki dekh kar duniya
Bada hone se darta hain
Khilauna hain jo mitti ka
Bada hone se darta hain
Yahan har shakhs harpal
Hadsa hone se darta hain
Na basmein zindagi is ke
Na kaabu baat par iska
Na basmein zindagi is ke
Na kaabu baat par iska
Na basmein zindagi is ke
Na kaabu baat par iska
Magar insaan phir bhi
Kab khuda hone se darta hain
Magar insaan phir bhi
Kab khuda hone se darta hain
Bada hone se darta hain
Khilauna hain jo mitti ka
Bada hone se darta hain
Yahan har shakhs harpal
Hadsa hone se darta hain
Ajab ye zindagi ki kaid hain
Duniya ka har insaan
Ajab ye zindagi ki kaid hain
Duniya ka har insaan
Ajab ye zindagi ki kaid hain
Duniya ka har insaan
Rihaai maangta hain
Aur reeha hone se darta hain
Rihaai maangta hain
Aur reeha hone se darta hain
Khilauna hain jo mitti ka
Bada hone se darta hain
Yahan har shakhs harpal
Hadsa hone se darta hain
Khilauna hain jo mitti ka
Bada hone se darta hain
Yahan har shakhs harpal
Hadsa hone se darta hain.
Writer(s): Pankaj Udhas, Rajesh Rahi
Lyrics powered by www.musixmatch.com