Ek Taraf Uska Ghar Lyrics
von Pankaj Udhas
Im Lied 'Ek Taraf Uska Ghar' von Pankaj Udhas wird die emotionale Zerrissenheit eines Mannes thematisiert, der zwischen ... weiterlesen
Teri nigaah se aisi sharab pi maine ki phir na hosh ka daava kiya kabhi maine
Woh aur honge jinhe maut aa gayi hogi nigaahen yaar se paayi hai zindagi maine
(ai gam-e-zindagi - 2 kuchh to de mashwara) 2
Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2
Main kaha jaaun hota nahi faisala

Ek taraf baam par koi gulpham hai ek taraf mehfilen bada-o-jaam hai - 2
Dil ka donose hai kuchh na kuchh hai vaasta

Usake dar se utha to kidhar jaaunga maikada chhod dunga to main marr jaaunga - 3
Sakht mushkil mein hoon kya karu ai khuda

Zindagi ek hai aur talabgar do jaan akeli magar jaan ke haqdaar do - 2
Dil bata pehele kiska karu hak ada

Is taaluk ko main kaise todu jafar kisko apanaau main kisako chodu zafar - 3
Mera donose rishta hai nazdik ka

Writer(s): Pankaj Udhas
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Im Lied 'Ek Taraf Uska Ghar' von Pankaj Udhas wird die emotionale Zerrissenheit eines Mannes thematisiert, der zwischen seiner Liebe und dem Verlangen... weiterlesen
-
Beliebte Pankaj Udhas Lyrics
Link kopiert!
Pankaj Udhas - Ek Taraf Uska Ghar
Quelle: Youtube
0:00
0:00