Be sharab rooth ke
Jaane ki saza paayega
Be sharab rooth ke
Jaane ki saza paayega
Tu bhi tanhaai mein
Deewar se takrayega
Be sharab rooth ke
Jaane ki saza paayega
Jaante hain ke
Teri zeed bhi tere jaisi hain
Jaante hain ke
Teri zeed bhi tere jaisi hain
Tu gaye waqt ki maanind nahi aayega
Tu gaye waqt ki maanund nahi aayega
Tu bhi tanhaai mein
Deewar se takrayega
Be sharab rooth ke
Jaane ki saza paayega
Log jaate huye
Mousam ki tarah hote hain
Log jaate huye
Mousam ki tarah hote hain
Ye zamana hi kisi din tujhe batlayega
Ye zamana hi kisi dinvtujhe batlayega
Tu bhi tanhaai mein
Deewar se takrayega
Be sharab rooth ke
Jaane ki saza paayega
Jis taraf bhi teri bechain nazar jaayegi
Jis taraf bhi teri bechain nazar jaayegi
Har jagah tujhi ko
Mera naam nazar aayega
Har jagah tujhi ko
Mera naam nazar aayega
Tu bhi tanhaai mein
Deewar se takrayega
Be sharab rooth ke
Jaane ki saza paayega
Be sharab rooth ke
Jaane ki saza paayega.
Added by Birendra Kumar shekhar
Lyrics powered by www.musixmatch.com