Zamane Ki Buraayee Mujh Mein Hai Sanam Lyrics
von Nadeem-Shravan
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Na koi acchayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Main pagal deewana hoon, main maanta hoon
Main pagal deewana hoon, main maanta hoon
Bada nasamajh hoon yeh, main jaanta hoon
Par badli nazron ko pehchanta hoon
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Na koi acchayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Nigaahein mila ke, nazar modh lena
Nigaahein mila ke, nazar modh lena
Sapeene ko mazhdhar, mein chod dena
Nahi maine sikha hai, dil tod dena
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Na koi acchayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Jo dil kahe, dilruba mujhko kehna
Jo dil kahe, dilruba mujhko kehna
Duniya mein sab se, bura mujhko kehna
Par na tum, bewafa mujhko kehna
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Na koi acchayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Na koi acchayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Main pagal deewana hoon, main maanta hoon
Main pagal deewana hoon, main maanta hoon
Bada nasamajh hoon yeh, main jaanta hoon
Par badli nazron ko pehchanta hoon
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Na koi acchayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Nigaahein mila ke, nazar modh lena
Nigaahein mila ke, nazar modh lena
Sapeene ko mazhdhar, mein chod dena
Nahi maine sikha hai, dil tod dena
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Na koi acchayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Jo dil kahe, dilruba mujhko kehna
Jo dil kahe, dilruba mujhko kehna
Duniya mein sab se, bura mujhko kehna
Par na tum, bewafa mujhko kehna
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Na koi acchayi, mujh mein hai sanam
Magar bewafayi, mujh mein nahi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Nadeem-Shravan Lyrics
Link kopiert!
Nadeem-Shravan - Zamane Ki Buraayee Mujh Mein Hai Sanam
Quelle: Youtube
0:00
0:00