Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai)
(Repeat 2 times)
Par saamne jab tum aate ho)
(Repeat 2 times)
Kuch bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan,
Saajan saajan, mere saajan
(Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai)
(Repeat 2 times)
(Kitna isko samajhata hu,
Kitna isko behlata hu)
(Repeat 2 times)
Naadaan hai kuch na samajhata hai,
Din raat ye aahen bharta hai
(Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai)
(Repeat 2 times)
(Par saamne jab tum aate ho) (Repeat 2 times)
Kuch bhi kehne se darta hai
E mere saajan, o mere saajan,
Saajan saajan, mere saajan
(Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai)
(Repeat 2 times)
(Har pal mujhko tadpata hai,
Mujhe saari raat jagata hai)
(Repeat 2 times)
Is baat ki tumko khabar nahi,
Ye sirf tumhi pe marta hai
(Mera dil bhi kitna pagal hai
Ye pyar to tum se karta hai)
(Repeat 2 times)
(Par saamne jab tum aate ho) (Repeat 2 times)
Kuch bhi kehne se darta hai
E mere saajan, o mere saajan,
Saajan saajan, mere saajan
Writer(s): Sameer, Rich Rishi, Veronica Mehta, Saifi Nadeem, Shrawan Rathod
Lyrics powered by www.musixmatch.com