Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Lyrics
von Nadeem-Shravan
Das Lied "Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai", gesungen von Kumar Sanu, behandelt das Thema der verlorenen Liebe und die dami... weiterlesen
Ab Kyon Milna Chaahte Ho Mujhse Bolo
Chup Kyon Ho Bolo
Maine Tumhare Bagair Itni Khaamoshi Mehsus Ki Hai
Ki Main Bolna Bhool Gaya Hoon
Main Tumse Itni Door Chali Jaaongi
Ke Dekhna Hamesha Ke Liye Khamosh Ho Jaaoge Tum
Chaaro Taraf Tanhayi Hai
Chaaro Taraf Tanhayi Hai
Ek Udaasi Chaayi Hai
Soch Ke Uski Baaton Ko Aankh Meri Bhar Aayi Hai
Bechaini Hain Saason Mein
Dard Utha Hai Seene Mein
Bichad Ke Apne Dilbar Se
Aaye Maza Na Jeene Mein
Kitna Mujhe Tadpati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Kabhi Mujhko Hasaye
Kabhi Mujhko Rulaye
Mujhe Kitna Satati Hai
Kabhi Mujhko Hasaye
Kabhi Mujhko Rulaye
Mujhe Kitna Satati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Chup Kyon Ho Bolo
Maine Tumhare Bagair Itni Khaamoshi Mehsus Ki Hai
Ki Main Bolna Bhool Gaya Hoon
Main Tumse Itni Door Chali Jaaongi
Ke Dekhna Hamesha Ke Liye Khamosh Ho Jaaoge Tum
Chaaro Taraf Tanhayi Hai
Chaaro Taraf Tanhayi Hai
Ek Udaasi Chaayi Hai
Soch Ke Uski Baaton Ko Aankh Meri Bhar Aayi Hai
Bechaini Hain Saason Mein
Dard Utha Hai Seene Mein
Bichad Ke Apne Dilbar Se
Aaye Maza Na Jeene Mein
Kitna Mujhe Tadpati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Kabhi Mujhko Hasaye
Kabhi Mujhko Rulaye
Mujhe Kitna Satati Hai
Kabhi Mujhko Hasaye
Kabhi Mujhko Rulaye
Mujhe Kitna Satati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Writer(s): Saifi Nadeem, Rathod Shravan, Pandy Sameer (t)
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied "Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai", gesungen von Kumar Sanu, behandelt das Thema der verlorenen Liebe und die damit verbundenen tiefen Emotionen... weiterlesen
-
Beliebte Nadeem-Shravan Lyrics
Link kopiert!
Nadeem-Shravan - Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00