Raste ka patthar qismat ne
Mujhe bana diya
Jo raste se guzara ek thokar laga gaya
Raste ka patthar qismat ne
Mujhe bana diya
Jo raste se guzara ek thokar laga gaya
Raste ka patthar
Kitne ghaw lage hai ye mat puchho
Mere dil pe
Kitne ghaw lage hai ye mat puchho
Mere dil pe
Kitni thokar khayi na pahuncha
Manzil pe
Koi aage faik gaya to koi pichhe hata gaya
Raste ka patthar qismat ne
Mujhe bana diya
Jo raste se guzara ek thokar laga gaya
Raste ka patthar
Pahle kya kar paya
Kya isake bad karunga mai
Pahle kya kar paya
Kya isake bad karunga mai
Ja ri ja eye duniya
Kya tujhko yaad karunga mai
Do din teri mahafil mei
Kya aaya kya gaya
Raste ka patthar qismat ne
Mujhe bana diya
Jo raste se guzara ek thokar laga gaya
Raste ka patthar
Heera banke chamka har
Ek musafir ko roka
Heera banke chamka har
Ek musafir ko roka
Ye ummid bhi tuti
Logo ne khaya dhokha
Har ek utha kar mujhko
Phir yahi gira gaya
Raste ka patthar qismat ne
Mujhe bana diya
Jo raste se guzara ek thokar laga gaya
Raste ka patthar qismat ne
Mujhe bana diya
Jo raste se guzara ek thokar laga gaya
Writer(s): Anand Bakshi, Pyarelal Lakshmikant
Lyrics powered by www.musixmatch.com