Janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

Pyar amar hai duniya me, pyar kabhi nahi marta hai

Maut badan ko aati hai, ruh ka jalwa rahta hai
Janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
Janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
O shahjadi sapno ki itni tu hairaan na ho

Mai bhi tera sapna hu, jaan mujhe anjan na ho
Janam-janam ka sath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

Tu manzil mai raahi hu, ek din tujhko paunga

Kaun mujhe ab rokega, hardam yuhi aaunga
Janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
Janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
Janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
Janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
Writer(s): M. G. Hashmat, Jugal Kishore
Lyrics powered by www.musixmatch.com