Sare jamane pe mausam suhane pe
Is dil diwane pe virani si thi chayi
Aap aaye bahar aayi o o
Sare jamane pe mausam suhane pe
Is dil diwane pe virani si thi chayi
Aap aaye bahar aayi o o
Aapka hi tha sabko intjar
Aapka hi tha sabko intjar
Aap ke lie sab the bekarar
Hawaye ghataye fizaye
Bagho me phule ne jhulo ne
Jhum ke li angdhayi ho o o
Ke aap aaye bahaar aayi
Sare jamane pe mausam suhane pe
Is dil diwane pe virani si thi chayi
Aap aaye bahar aayi o o
Aapne kiya aake ahsan
Aapne kiya aake ahsan
Tha ye virana ab hai gulistaan
Pukare najaare ye sare
Ghulshan ki kaliyo se galiye se suniye ye aawaj
Ke aap aaye bahaar aayi
Sare jamane pe mausam suhane pe
Is dil diwane pe virani si thi chayi
Aap aaye bahar aayi o o
Lijiye na bas ab jane ka naam
Lijiye na bas ab jane ka naam
Ruth jayenge jalve ye tamam
Ye basti ye hasti aisa na ho jaye ban jaye
Mahfil fir tanhayi
Ke aap aaye bahaar aayi
Sare jamane pe mausam suhane pe
Is dil diwane pe virani si thi chayi
Aap aaye bahar aayi o o
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com