Chalte Chalte Lyrics
von Mohabbatein
Der Song 'Chalte Chalte', gesungen von Udit Narayan, handelt von den tiefen und oft verwirrenden Gefühlen, die beim Verl... weiterlesen
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main,
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.
Tumpe marte hain kyon, hum nahin jaante.
Aisa karte hain kyon, hum nahin jaante.
Band galiyon se chup chup ke, hum guzarne lage.
Saari duniya se rah rah kar, hum to darne lage.
Hai ye kya karne lage.

Teri baaton mein ye, ek shararat si hai.
Mere honton pe ye, ek shikayat si hai.
Teri aankhon ko aankhon se, choomne hum lage.
Tujhko baahon mein le lekar, jhoomne hum lage.
Hai ye kya karne lage.
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai.
Haan yahi pyar hai, haan yahi pyar hai.
Chalte Chalte yunhi ruk jaata hoon main,
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main
Kahte Kahte hi chup ho jaata hoon main.
Kya yahi pyar hai, Kya yahi pyar hai,
Haan yahi pyar hai, Haan yahi pyar hai

Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Der Song 'Chalte Chalte', gesungen von Udit Narayan, handelt von den tiefen und oft verwirrenden Gefühlen, die beim Verliebtsein entstehen. Der Text b... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Romantik
-
Intimität
-
Zärtlichkeit
-
Emotionen
-
Sehnsucht
-
Jugendliche Unschuld
-
Wanderung
-
Nachdenklichkeit
-
Ungewissheit
-
Beliebte Mohabbatein Lyrics
Link kopiert!
Mohabbatein - Chalte Chalte
Quelle: Youtube
0:00
0:00