Zindagi Mein to Sabhi Lyrics

Lyrics
Zindagi meiN to sabhi pyaar kiya karte hain
Main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga

Tu mila hai to ehsaas hua hai muJhko
Ye meri umR mohabbat ke liye thoDi hai
Ik zara saagame daura ka bhi haq hai jispar
Maine wo saaNs bhi tere liye rakh choDi hai
TuJhpe ho jaaoonga qurbaan tuJhe chaoonga
Main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga

Zindagi meiN to sabhi pyaar kiya karte hain
Main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga

Apne jazbaat meiN nagmaat rachaane ke liye
Maine dhaDkan ki tarah dil meiN basaya hai tuJhe
Main tasavoor bhi judaai ka bhala kaise karooN
Maine kimsat ki lakiroN se churaaya hai tuJhe
Pyaar ka ban ke nigehbaan tuJhe chahoonga
Main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga

Zindagi meiN to sabhi pyaar kiya karte hain
Main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga
Writer(s): Mehdi Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Mehdi Hassan - Zindagi Mein to Sabhi
Quelle: Youtube
0:00
0:00