Ab ke hum bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile
Ab ke hum bichhde bichhde bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile
Jis tarah sookhe huye
Phool kitaabon mein mile
Ab ke hum bichhde toh shayad
Dhoond ujde huye ujde
Logon mein wafa ke moti
Dhoond ujde huye
Logon mein wafa ke moti
Yeh khazane tujhe
Mumkin hai kharabon mein mile
Ab ke hum bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile
Ab ke hum bichhde
Tu khuda hai na mera
Ishq farishton jaisa
Tu khuda hai na mera
Ishq farishton jaisa jaisa
Na iqsh mera farishton jaisa jaisa
Tu khuda hai na mera
Ishq farishton jaisa jaisa
Dono insaan hain to
Inum itne hijaabon mein mile
Dono insaan hain to
Inum itne hijaabon mein mile
Ab ke hum bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile
Ab ke hum bichhde
Gham-e-duniya bhi
Gham-e-yaar mein shaamil kar lo
Gham-e-duniya bhi
Gham-e-yaar mein shaamil kar lo
Shaamil kar lo kar lo kar lo
Gham-e-yaar mein shaamil kar lo
Shaamil kar lo kar lo kar lo
Nasha behta hai sharaabon
Mein to sharabon mein mile
Nasha behta hai sharaabon
Mein to sharabon mein mile
Ab ke hum bichhde
To shayad kabhi khwaabon mein mile
Ab ke hum bichhde.
Writer(s): Ahmed Faraz, Mehdi Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com