Yun Hasraton Ke Dagh (From "Adalat") Lyrics
von Lata Mangeshkar
Der Song 'Yun Hasraton Ke Dagh' von Lata Mangeshkar entfaltet eine tiefemotionale Erzählung über den Schmerz und die Seh... weiterlesen
Yu hasrato ke daag
Mohabbat me dho liye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
Mohabbat me dho liye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
(music...)
Ghar se chale the ham to
Khushi ki talash me
Ghar se chale the ham to
Khushi ki talash me
Khushi ki talash me
Gham raah me khade the wohi
Sath ho liye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
(music...)
Murjha chuka hai phir bhi ye dil
Phool hi to hai
Murjha chuka hai phir bhi ye dil
Phool hi to hai
Ha phool hi to hai
Ab aap ki khushi ise
Kanto me toliye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
(music...)
Hotho ko si chuke to
Zamane ne ye kaha
Hotho ko si chuke to
Zamane ne ye kaha
Zamane ne ye kaha
Ye chup si kyo lagi hai
Aji kuch to boliye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
Mohabbat me dho liye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag.
Mohabbat me dho liye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
Mohabbat me dho liye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
(music...)
Ghar se chale the ham to
Khushi ki talash me
Ghar se chale the ham to
Khushi ki talash me
Khushi ki talash me
Gham raah me khade the wohi
Sath ho liye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
(music...)
Murjha chuka hai phir bhi ye dil
Phool hi to hai
Murjha chuka hai phir bhi ye dil
Phool hi to hai
Ha phool hi to hai
Ab aap ki khushi ise
Kanto me toliye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
(music...)
Hotho ko si chuke to
Zamane ne ye kaha
Hotho ko si chuke to
Zamane ne ye kaha
Zamane ne ye kaha
Ye chup si kyo lagi hai
Aji kuch to boliye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag
Mohabbat me dho liye
Khud dil se dil ki baat kahi
Aur ro liye
Yu hasrato ke daag.
Writer(s): Enoch Daniel
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Der Song 'Yun Hasraton Ke Dagh' von Lata Mangeshkar entfaltet eine tiefemotionale Erzählung über den Schmerz und die Sehnsüchte, die mit der Liebe ver... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Emotion
-
Trauer
-
Sehnsucht
-
Schmerz
-
Herzschmerz
-
Erinnerung
-
Hoffnung
-
Verlust
-
Glück
-
Beliebte Lata Mangeshkar Lyrics
Link kopiert!
Lata Mangeshkar - Yun Hasraton Ke Dagh (From "Adalat")
Quelle: Youtube
0:00
0:00