Are Re Re Lyrics
von Lata Mangeshkar
Das Lied "Are Re Re" von Lata Mangeshkar beleuchtet die komplexen und oft verwirrenden Gefühle, die in einer romantische... weiterlesen
Are Re Are Yeh Kya Hua, Maine Na Yeh Jaana
Are Re Are Ban Jaaye Na, Kahin Koi Afsaana
Are Re Are Kuch Ho Gaya, Koi Na Pehchana
Are Re Are Banta Hai To Ban Jaaye Afsana
Haath Mera Thaam Lo, Saath Jab Tak Ho
Baat Kuch Hoti Rahe, Baat Jab Tak Ho
Saamne Baithe Raho Tum, Raat Jab Tak Ho

Naam Kya De Kya Kahen, Dil Ke Mausam Ko
Aag Jaise Lag Gayi, Aaj Shabnam Ko
Aisa Lagta Hai Kisi Ne Chhuliya Humko

Tum Chale Jaao Zara, Hum Sambhal Jaaye
Dhadkane Dil Ki Kahin, Na Machal Jaaye
Waqt Se Aage Kahin Na Hum Nikal Jaaye

Hum Mein Tum Mein Kuch To Hai, Kuch Nahin Hai Kya
Aur Kuch Ho Jaaye To, Kuch Yakin Hai Kya
Dekh Lo Yeh Dil Jahaan Tha, Yeh Wahin Hai Kya

Writer(s): Uttam Singh, Anand Bakshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied "Are Re Re" von Lata Mangeshkar beleuchtet die komplexen und oft verwirrenden Gefühle, die in einer romantischen Beziehung auftreten können. ... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebesgefühle
-
Ungewissheit
-
Emotionale Verbindung
-
Sehnsucht
-
Romantik
-
Veränderung
-
Kummer
-
Traum
-
Beliebte Lata Mangeshkar Lyrics
Link kopiert!
Lata Mangeshkar - Are Re Re
Quelle: Youtube
0:00
0:00