Yun Hasaraton Ke Daag Lyrics

Das Lied "Yun Hasaraton Ke Daag" von Lata Mangeshkar behandelt die tiefen Emotionen, die mit unerfüllter Liebe verbunden... weiterlesen
Lyrics
Yun hasaraton ke daagh, muhobbat mein dho liye
Khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
Yun hasaraton ke daagh…….

Ghar se chale the ham to, khushi ki talaash mein (2)
Khushi ki talaash mein
Gham raah mein khade the wahi, saath ho liye
Khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
Yun hasaraton ke daagh…….

Murjhaa chukaa hai phir bhi ye dil phool hi to hai
Haan phool hi to hai
Ab aap ki khushi, ise kanTon mein toliye
Khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
Yun hasaraton ke daagh…….

HonThon ko si chuke to, zamaane ne ye kahaa (2)
Zamaane ne ue kahaa
Yeh chup si kyon lagi hai aji, kuchh to boliye
Khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
Yun hasaraton ke daagh…….

Posted By: Purnima
Writer(s): Rajinder Krishan, Madan Mohan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied "Yun Hasaraton Ke Daag" von Lata Mangeshkar behandelt die tiefen Emotionen, die mit unerfüllter Liebe verbunden sind. Der Titel deutet auf di... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Liebe
  • Traurigkeit
  • Herzschmerz
  • Sehnsucht
  • Hoffnung
  • Emotionen
  • Einsamkeit
  • Schicksal
Lata Mangeshkar - Yun Hasaraton Ke Daag
Quelle: Youtube
0:00
0:00