Mohe Bhool Gaye Sanwariya Lyrics

Das Lied "Mohe Bhool Gaye Sanwariya" von Lata Mangeshkar spiegelt die tiefen Emotionen und den Schmerz wider, die durch ... weiterlesen
Lyrics
Jo main aisaa janati...
Ke preet kiye dukh hoye
O, Nagar dhindhora peet ti
Ke preet na kariyo koi

Mohe bhool gaye sanwariyaa...
Bhool gaye sanwariya

Mohe bhool gaye sanwariya
Bhool gaye sanwariya

Aawan keh gaye
Ajhoon na aaye
Aawan keh gaye
Ajhoon na aaye
Leeni na mori khabariya
Mohe bhool gaye sanwariya
Bhool gaye sanwariya

Dil ko diye kyun dukh birha ke.
Todh diya kyun mahal bana ke

Dil ko diye kyun dukh birha ke
Todh diya kyun mahal bana ke

Aas dila ke O Bedardi
Aas dila ke O Bedardi
Pher li kahe nazariya

Mohe bhool gaye sanwariya.
Bhool gaye sanwariya

Nain kahe ro ro ke sajnaa.
Dekh chuke hum pyar ka sapna

Nain kahe ro ro ke sajna
Dekh chuke hum pyar ka sapna

Preet hai jhoothi
Preetam jhoothaa.
Preet hai jhoothi
Preetam jhootha
Jhoothi hai sari nagariyaa.

Mohe bhool gaye sanwariyaa...
Bhool gaye sanwariya.
Writer(s): Shakeel Badayuni, Naushad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied "Mohe Bhool Gaye Sanwariya" von Lata Mangeshkar spiegelt die tiefen Emotionen und den Schmerz wider, die durch das Vergessen eines geliebten ... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Liebe
  • Schmerz
  • Traurigkeit
  • Erinnerung
  • Verlust
  • Enttäuschung
  • Sehnsucht
  • Hoffnung
Lata Mangeshkar - Mohe Bhool Gaye Sanwariya
Quelle: Youtube
0:00
0:00