Mere Man Ka Banwara Panchhi Lyrics
von Lata Mangeshkar
Mere mann ka baavara panchi kyon baar baar dole -2
Sapanon mein aaj kis ka vo bahake pyaar dole
Mere mann ka ...
Kis ke khayal mein ye nazarein jhuki jhuki hain -2
Dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain -2
Tum ho qaraar jis dil ka -2
Wohi beqaraar dole
Mere mann ka ...
Dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski -2
Ham paas hain tumhare phir dil mein yaad hai kis ki -2
Tum jo nazar milaao -2
Dil mein bahaar dole
Mere mann ka ...
Kab se khade hue hain kah do to laut jaaye -2
Tumhe duur hi se dekhen har din na paas aaye -2
Aankhon mein zindagi bhar tak -2
Tera intazaar dole

Writer(s): Rajinder Krishan, Chitalkar Ramchandra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Lata Mangeshkar Lyrics
Link kopiert!
Lata Mangeshkar - Mere Man Ka Banwara Panchhi
Quelle: Youtube
0:00
0:00