Mausam hain aashikaanaa
Aye dil kahin se un ko aise men dhoondh laana
Aise mein dhoondh lana
Mausam hai aashiqana
Aye dil kahin se unko aise mein dhund laana
Aise mein dhund laana
Mausam hai aashiqana
...
Kehana ke rrut jawaan hai, aur ham taras rahe hain
Kaali ghata ke saaye, birahan ko das rahe hain
Dar hain na maar daale, saawan ka kya thhikaana
Sawaan ka kya thhikaana
Mausam hai ashiqana.
Sooraj kahin bhi jaaye, tum par na dhup aaye
Tum par na dhoop aaye
Tum ko pukaarate hai, in gesooon ke saaye
Aa jaao main banaa doo, palakon ka shaamiyaana
Palakon ka shaamiyaana
Mousam hai aashiqana.
Phirate hain ham akele, baaho men koi lele
Aakhir koi kahan tak, tanahaeeyon se khele
Din ho gaye hain zaalim, raate hain qatilaana
Raate hain qaatilaana
Mousam hai aashiqana
Ye raat ye khaamoshee, ye khwaab se nazaare
Ye khwab se nazaare
Juganoo hain yaa zameen par, utare huye hain taare
Bekhwaab meri aankhen
Bekhwaab meri aankhen, madhosh hai zamana
Madahosh hain zamaana
Mousam hai aashiqana
Aye dil kahin se unko, aise mein dhund laana
Mousam hai aashiqana
Writer(s): Ghulam Mohammad, Kamal Amrohi
Lyrics powered by www.musixmatch.com