Main kamsin hoon
Naadaan hoon
Naazuk hoon
Bholi hoon
Main kamsin hoon
Naadaan hoon
Naazuk hoon
Bholi hoon
Thaam lo mujhe
Main yehi iltijaa karoon
Main yehi iltijaa karoon
Main kamsin hoon
Naadaan hoon
Naazuk hoon
Bholi hoon
Thaam lo mujhe
Main yehi iltijaa karoon
Main yehi iltijaa karoon
Hai dil ki lagan
Main phool banoo
Aur hanske tere
Pehloo mein rahoon
Tu dekhe mujhe
Main dekhoon tujhe
Aur pyaar mein
Tere kho jaaoon
Tu dekhe mujhe
Main dekhoon tujhe
Aur pyaar mein
Tere kho jaaoon
Main kamsin hoon
Naadaan hoon
Naazuk hoon
Bholi hoon
Thaam lo mujhe
Main yehi iltijaa karoon
Main yehi iltijaa karoon
Jiss manzil kaa
Raahi na koi
Woh sehraa hai
Manzil to nahin
Jiss dil mein
Koi dhadhkan hi na ho
Woh patthhar hai
Koi dil to nahin
Jiss dil mein
Koi dhadhkan hi na ho
Woh patthhar hai
Koi dil to nahin
Main kamsin hoon
Naadaan hoon
Naazuk hoon
Bholi hoon
Thaam lo mujhe
Main yehi iltijaa karoon
Main yehi iltijaa karoon
Main kamsin hoon
Naadaan hoon
Naazuk hoon
Bholi hoon
Thaam lo mujhe
Main yehi iltijaa karoon
Main yehi iltijaa karoon
Writer(s): Jaikshan Shankar, Jaipuri Hasrat
Lyrics powered by www.musixmatch.com