Lekin: Yara Seeli Seeli Lyrics
von Lata Mangeshkar
In 'Lekin: Yara Seeli Seeli', gesungen von Lata Mangeshkar, beschreibt der Text eine emotionale Reise voller Sehnsucht u... weiterlesen
Yaara seeli sili, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli sili, yaara sili sili
O yaara sili sili, dhola sili sili
Yaara seeli sili, birha ki raat ka jalna
Yeh bhi koi jeena hai, yeh bhi koi jeena hai
Yeh bhi koi marna
Yaara sili sili, birha ki raat ka jalna
Yaara sili sili, dhola sili sili
Tooti hui choodiyon se jodoon yeh kalaai main
Pichhli gali mein jaane kya chhod aayi main
Tooti hui choodiyon se jodoon yeh kalaai main
Pichhli gali mein jaane kya chhod aayi main
Beeti hui galiyon se, beeti hui galiyon se
Phir se guzarna
Yaara sili sili, dhola sili sili
O yaara sili sili, birha ki raat ka jalna
Yaara sili sili, dhola sili sili
Pairon mein na saaya koi, sar pe na saanyi re
Mere saath jaaye na meri parchhaayi re
Pairon mein na saaya koi, sar pe na saanyi re
Mere saath jaaye na meri parchhaayi re
Baahar ujaala hai, baahar ujaala hai
Andar viraana
Yaara sili sili, o dhola sili sili
O yaara sili sili, birha ki raat ka jalna
Yaara sili sili, dhola sili sili
Yaara, dhola, yaara, dhola, yaara, dhola.

Writer(s): Gulzar, Hridaynath Mangeshkar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
In 'Lekin: Yara Seeli Seeli', gesungen von Lata Mangeshkar, beschreibt der Text eine emotionale Reise voller Sehnsucht und Traurigkeit. Die wiederkehr... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Sehnsucht
-
Traurigkeit
-
Erinnerung
-
Verlust
-
Nacht
-
Wehmut
-
Melancholie
-
Reise
-
Beliebte Lata Mangeshkar Lyrics
Link kopiert!
Lata Mangeshkar - Lekin: Yara Seeli Seeli
Quelle: Youtube
0:00
0:00