Lal Chudiyan Lyrics
von Lata Mangeshkar
Das Lied 'Lal Chudiyan', gesungen von Lata Mangeshkar, fängt die tiefen Emotionen einer devote Frau ein, die an die Gött... weiterlesen
Lal chudiyaan chadhaaun chunri gote wali laaun - 2
Chalke nange paanv aaun tere dwaar daatiye mujh daasi ka
Maiyya
Mujh daasi ka bhi kar de udhhar daatiye mujh daasi ka
Aaja aaja bholi maiyya tujhsa aur na koi khewaiyya - 2
Kar de kar de meri naiyya?? se paar daatiye mujh daasi ka

Hui galtiyaan jo mujhse maaf kar de
Chola gunehgaar ka yeh saaf kar de
Hui galtiyaan jo mujhse maaf kar de
Chola gunehgaar ka yeh saaf kar de
Meri bhoole bisraake reham thoda bahut khake - 2
Paas charnon ke bithake de de pyar daatiye mujh daasi ka
Mniyya

Tere maan bhandaaron mein na aayegi kami
Mujhko bhi jyot ki maan de de roshni

Tune sabki laaj bachaai jisne yaad kiya tu aayi - 2
Itni der kyon lagaayi meri baar datiye mujh daasi ka

Chalke nange paanv aaun tere dwaar datiye mujh daasi ka
Maiyya
Iss daasi ka bhi karde beda paar datiye mujh daasi ka - 2

Writer(s): Balbir Nirdosh, Surendra Kohli
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Lal Chudiyan', gesungen von Lata Mangeshkar, fängt die tiefen Emotionen einer devote Frau ein, die an die Göttin appelliert. Die wiederholte... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Glaube
-
Mutterliebe
-
Tradition
-
Spiritualität
-
Hingabe
-
Ehrfurcht
-
Sinnlichkeit
-
Vergebung
-
Färbung
-
Beliebte Lata Mangeshkar Lyrics
Link kopiert!
Lata Mangeshkar - Lal Chudiyan
Quelle: Youtube
0:00
0:00