Kaise Rahoon Chup Lyrics
von Lata Mangeshkar
Das Lied 'Kaise Rahoon Chup' von Lata Mangeshkar drückt die tiefen Empfindungen einer Person aus, die in der Freude und ... weiterlesen
Hmm
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki
Aur zara si aur
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki aur zara si aur
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hmm hmm hmm hmm hic hmm hic hmm
Muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi
Muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi
Ye khushi ki shaam
Shaame inteqaam ban gayi
Jo baat hum mein tum mein thi
Wo baat aam ban gayi
Aur zara si de de saaki aur zara si
Kaise rahun chup hic
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki
Aur zara si aur
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Pata hai tumko raaz kya hai
Mere is suroor ka
Pata hai tumko raaz kya hai
Mere is suroor ka
Ki iss suroor mein zara sa rang hai guroor ka
Jo maine pi to kyun nasha utar gaya huzoor ka
Aur zara si de de saaki aur zara si
Kaise rahun chup hic
Kaise rahun chup ki maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki
Aur zara si aur
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki aur zara si aur
Aur zara si de de saaki aur zara si
Aur zara si de de saaki aur zara si.
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki
Aur zara si aur
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki aur zara si aur
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hmm hmm hmm hmm hic hmm hic hmm
Muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi
Muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi
Ye khushi ki shaam
Shaame inteqaam ban gayi
Jo baat hum mein tum mein thi
Wo baat aam ban gayi
Aur zara si de de saaki aur zara si
Kaise rahun chup hic
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki
Aur zara si aur
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Pata hai tumko raaz kya hai
Mere is suroor ka
Pata hai tumko raaz kya hai
Mere is suroor ka
Ki iss suroor mein zara sa rang hai guroor ka
Jo maine pi to kyun nasha utar gaya huzoor ka
Aur zara si de de saaki aur zara si
Kaise rahun chup hic
Kaise rahun chup ki maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki
Aur zara si aur
Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai
Hosh abhi tak hai baaki
Aur zara si de de saaki aur zara si aur
Aur zara si de de saaki aur zara si
Aur zara si de de saaki aur zara si.
Writer(s): Laxmikant Pyarelal, Rajinder Krishan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Kaise Rahoon Chup' von Lata Mangeshkar drückt die tiefen Empfindungen einer Person aus, die in der Freude und dem Rausch der Liebe schwelgt.... weiterlesen
-
Beliebte Lata Mangeshkar Lyrics
Link kopiert!
Lata Mangeshkar - Kaise Rahoon Chup
Quelle: Youtube
0:00
0:00