Jind Le Gaya Lyrics

Der Song 'Jind Le Gaya', gesungen von der legendären Lata Mangeshkar, dreht sich um den Schmerz und die Trauer über den ... weiterlesen
Lyrics
O o o o taaaaa tanu tana taana
Jind le gaya, woh dil ka jaani yeh but bejaan reh gaya
Jind le gaya, jind le gaya
Jind le gaya, woh dil ka jaani yeh but bejaan reh gaya
Jind le gaya woh dil ka jaani yeh but bejaan reh gaya
Jind le gaya
Mehmaan chala gaya ghar se yeh khaali makaan reh gaya
Jind le gaya, woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya, jind le gaya

Khaabon si takdire khaabon si takdire kab banati hai
Paani pe tasbire paani pe tasbire kab banati hai
Na rang raha koyi baaki, na koyi nishaan reh gaya
Jind le gaya, jind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya, jind le gaya

Uss aandhi ka uss tufaan ka jor kisi ko yaad nahi hai
Aayi thi ik roj kayaamat, aur kisi ko yaad nahi hai
Bas ek mera dil tuta, yeh saara jahaan reh gaya
Jind le gaya, jind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya, jind le gaya

Apane jakhmo apane sadamo se main kitani sharminda hoon
Kya kaaran hai kya hai sabab jo aaj bhi abb bhi main jinda hoon
Lagata hai ke mera baaki koyi imtehaan reh gaya
Jind le gaya, jind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya, jind le gaya
Mehmaan chala gaya ghar se, yeh khaali makaan reh gaya
Jind le gaya, woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya, jind le gaya, jind le gaya, jind le gaya
Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Kudalkar, Sharma Pyarelal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Der Song 'Jind Le Gaya', gesungen von der legendären Lata Mangeshkar, dreht sich um den Schmerz und die Trauer über den Verlust eines geliebten Mensch... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Verlust
  • Trauer
  • Schmerz
  • Kummer
  • Einsamkeit
  • Sehnsucht
  • Erinnerung
  • Liebe
  • Leben
  • Hoffnung
Lata Mangeshkar - Jind Le Gaya
Quelle: Youtube
0:00
0:00