Om jai laxmi mata
Maiya jai laxmi mata
Tumko nis din sewat
Hari vishnu vidhata
Maiyai jai laxmi mata
Uma rama brahmaani tum hi jag mata
Maiya tum hi jag mata
Surya chanrama dhyaawat naarad rishi gaata
Om jai laxmi mata
Durga roop niranjani sukh sampati data
Maiya sukh sampati data
Jo koyee tumko dhyawat ridhee sidhee dhan paataa
Om jai laxmi mata
Tum patal niwasni tum hi shubh data
Maiya tumhi shubh data
Karma prabhav prakashini bhav nidhi ki trata
Om jai laxmi mata
Jis ghar mein tum rehtee sab sad guna aataa
Maiya sab sad guna aataa
Sab sambhaw hojata man nahin ghabrata
Om jai laxmi mata
Tum bin yagya na hove vastra na ho pata
Maiya vastra na koi pata
Khan pan ka vaibhava sab tum se aata
Om jai laxmi mata
Shubh gun mandir sundar kshirodadhi jata
Maiya kshirodadhi jata
Ratan charurdash tumbin koi nahi pata
Om jai laxmi mata
Maha laxmi ji ki jo koi nar gata
Maiya jo koi nar gata
Ur anand samata pap utar jata
Om jai laxmi mata
Maiya jai jai laxmi mata maiya jai laxmi mata
Tumko nis din sewat maiyaji ko nis din sewat
Hari vishnu vidhata
Om jai laxmi mata
Maiya jai laxmi mata - 2
Tumko nis din sewat
Maiya ji ko nis din sewat
Hari vishnu Vidhata
Maiya jai laxmi mata
Writer(s): Surinder Kohli, Balbir Nirdosh
Lyrics powered by www.musixmatch.com