Is Jeevan Ki Yahi Hai Kahani Lyrics
von Lata Mangeshkar
Das Lied "Is Jeevan Ki Yahi Hai Kahani" von Lata Mangeshkar behandelt die grundsätzliche Wahrheit des Lebens: Die Vergän... weiterlesen
Is jivan ki yahi hai kahani
O is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya bahte dariya ka paani
Is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya bahte dariya ka paani
Phul khile khilker murjhaye
Dip jale jhal jhal ker bujh jaye
Is bagiya ki rit yahi hai
Ek rut aaye ek rut jaye
Kaise badle reet purani
Kaise badle reet purani
Aani jaani ye duniya bahte dariya ka paani
Is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya bahte dariya ka paani
Aane wala pal kahta hai jaane wala pal kahta hai
Kon raha hai kon rahega kon humesa kab rahta hai
Rah jati hai yaad nishani
Rah jati hai yaad nishani
Aani jaani ye duniya bahte dariya ka paani
Is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya bahte dariya ka paani
Jism ki maut se fir kya darna
Is mitti ka hum kya kerna
Duniya me sab ko na jane kitni baar hai jina marna
Maut ke bad hai fir jindagani
Maut ke bad hai fir jindagani
Aani jaani ye duniya bahte dariya ka paani
Is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya bahte dariya ka paani
O bahte dariya ka paani

Writer(s): Anand Bakshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied "Is Jeevan Ki Yahi Hai Kahani" von Lata Mangeshkar behandelt die grundsätzliche Wahrheit des Lebens: Die Vergänglichkeit. Es beginnt mit der ... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Leben
-
Vergänglichkeit
-
Erinnerung
-
Zyklen
-
Natur
-
Philosophie
-
Tod
-
Harmonie
-
Liebe
-
Beliebte Lata Mangeshkar Lyrics
Link kopiert!
Lata Mangeshkar - Is Jeevan Ki Yahi Hai Kahani
Quelle: Youtube
0:00
0:00