Ek Baat Kahoon Gar Mano Tum Lyrics

Das Lied "Ek Baat Kahoon Gar Mano Tum" von Lata Mangeshkar thematisiert die zarte, aber auch bittersüße Erfahrung der Li... weiterlesen
Lyrics
Ek baat kahoon gar maano tum
Sapnon mein na aana jaano tum
Main neend mein uthkar chalti hoon
Jab dekhti hoon sach maano tum
Ek baat kahoon gar maano tum
Sapnon mein na aana jaano tum
Main neend mein uthkar chalti hoon
Jab dekhti hoon sach maano tum

Kal bhi hua ki tum guzre the paas se
Thode se anbane thode udaas the
Bhaagi thi manaane
Neend mein lekin sofe se gir padi
Ek baat kahoon gar maano tum
Sapnon mein na aana jaano tum
Main neend mein uthkar chalti hoon
Jab dekhti hoon sach maano tum

Parson ki baat hai, tumne bulaaya tha
Tumhare haath mein, chehra chhupaaya tha
Chooma tha haath ko neend mein lekin
Paaya palang ka tha
Ek baat kahoon gar maano tum
Sapnon mein na aana jaano tum

Us din bhi raat ko tum khwaab mein mile
Aur khaam khaa ke bas karte rahe gile
Kaash yeh neend aur khwaab ke yoon hi
Chalte rahen silsile
Ek baat kahoon gar maano tum
Sapnon mein na aana jaano tum
Main neend mein uthkar chalti hoon
Jab dekhti hoon sach maano tum
La la la laa laa laa.
Writer(s): Gulzar, Rahul Dev Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied "Ek Baat Kahoon Gar Mano Tum" von Lata Mangeshkar thematisiert die zarte, aber auch bittersüße Erfahrung der Liebe und des Träumens. Die Prot... weiterlesen

Lata Mangeshkar - Ek Baat Kahoon Gar Mano Tum
Quelle: Youtube
0:00
0:00