Dikhai Diye Yun (From "Bazaar") Lyrics
von Lata Mangeshkar
Das Lied "Dikhai Diye Yun" von Lata Mangeshkar drückt die tiefen Gefühle der Liebe und Hingabe aus. Es beschreibt, wie e... weiterlesen
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya -2
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhayi diye yun
Jabheen sajda karte hi karte gayi -2
Haq-e-bandagi ham adaa kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun
Parasthish kiya tak ke aye but tujhe -2
Nazar mein sabhon ki khuda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun
Bahut aarzoo thi gali ki teri -2
So yaas-e-lahoo mein naha kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhayi diye yun
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhayi diye yun
Jabheen sajda karte hi karte gayi -2
Haq-e-bandagi ham adaa kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun
Parasthish kiya tak ke aye but tujhe -2
Nazar mein sabhon ki khuda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun
Bahut aarzoo thi gali ki teri -2
So yaas-e-lahoo mein naha kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamein aap se bhi juda kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Dikhayi diye yun
Writer(s): Meer Taqi Meer, N/a Khaiyyaam
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied "Dikhai Diye Yun" von Lata Mangeshkar drückt die tiefen Gefühle der Liebe und Hingabe aus. Es beschreibt, wie ein Blick oder ein kleinster Mo... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Gefühle
-
Sehnsucht
-
Romantik
-
Hingabe
-
Abschied
-
Einsamkeit
-
Göttliches
-
Schmerz
-
Spiritualität
-
Beliebte Lata Mangeshkar Lyrics
Link kopiert!
Lata Mangeshkar - Dikhai Diye Yun (From "Bazaar")
Quelle: Youtube
0:00
0:00