Na tum hame jano na hum tumhe janey Lyrics

Lyrics
Kyon chalti hai pawan
Kyon jhume hai gagan
Kyon machalata hai maan
Na Tum jaano na hum
Na Tum jaano na hum
Kyon Aati hai bahar
Kyon luttuta hai karaar
Kyon Hota Hai pyaar
Na Tum jaano na hum
Na Tum jaano na hum

Yeh madhosiyaa yeh tanhaiya
Tasavvur mein hai kiski parchaiyaan
Yeh bheega sama
Umange javaan
Mujhe Ishq le ja raha hai kahan
Kyon ghum hai har disha
Kyon Hota Hai nasha
Kyon aata hai mazaa...
Na Tum jaano na hum
Na Tum jaano na hum
Dharakta bhi hai
Tadapta bhi hai
Yeh dil kyon achanak behekta bhi hai
Mehekta bhi hai
Chehekta bhi hai
Yeh dil kya wafa ko samajhta bhi hai
Kyon milti hai nazar
Kyon Hota Hai asar
Kyon hoti hai seher
Na Tum jaano na hum
Kyon Aati hai bahar
Kyon luttuta hai karaar
Kyon Hota Hai pyaar
Na Tum jaano na hum
Na Tum jaano na hum
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Hemant Kumar - Na tum hame jano na hum tumhe janey
Quelle: Youtube
0:00
0:00