Shehar dar shehar liye phirta hun tanhai ko

Kaun sa naam doon mein teri shanasayi ko

Koi mehfil ho tera naam tu aajata hai
Koi mehfil ho tera naam tu aajata hai
Jaan kar saath laga rakha hai ruswai ko
Jaan kar saath laga rakha hai ruswai ko
Sa ga ma dha dha ni dha ma ga
Ma ni dha ma ga ma pa ga ma re
Re ga ma pa ga ma re sa ni re sa pa ma ga re sa
Jis taraf jayiye hai khokhle lafzhon ka hujoom

Kaun samjhye yahan awaaz ki gehrahai ko
Kaun samjhye yahan awaaz ki gehrahai ko
Shehar dar shehar liye phirta hun tanhai ko
Khoob waqif hoon mein duniyaan ke chalan se rashid

Mein ne parbat nahin samjha hai kabhi rai ho
Mein ne parbat nahin samjha hai kabhi rai ho
Shehar dar shehar liye phirta hun tanhai ko
Kaun sa naam doon mein teri shanasayi ko
Shehar dar shehar liye phirta hun tanhai ko.
Writer(s): Jolly Mukherjee, Hariharan
Lyrics powered by www.musixmatch.com