Khulee Jo Aankh Lyrics

Lyrics
????? ?????
Khuli jo aankh toh woh tha naa woh jamana tha

Dehakati aag thi tanhayi thi fasana tha

Gamo ne baant liya hai mujhe yu aapas mein

Kee jaise mai koyee luta huwa kajana tha
Kee jaise mai koyee luta huwa kajana tha
Dehakati aag thi tanhayi thi fasana tha
Khuli jo aankh toh woh tha naa woh jamana tha

Juda hai shak se gul rut se aashiyane se

Kali kaa jurm ghadee bhar kaa muskurana tha
Kali kaa jurm ghadee bhar kaa muskurana tha
Dehakati aag thi tanhayi thi fasana tha
Khuli jo aankh toh woh tha naa woh jamana tha
Writer(s): Mehdi Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Ghulam Ali - Khulee Jo Aankh
Quelle: Youtube
0:00
0:00