Facebook
Twitter
Problem melden

Kabhi Kitabon Mein Phool Songtext

Kabhi kitaabon mein phool rakhna
Kabhi darakhton pe naam likhna
Humein bhi yaad aaj tak woh
Nazar se harf-e-salam likhna

Woh chaand chehray woh bahkee baatein
Sulagtay din thay mahektee raatein
Woh chhotay chhotay se kaaghazon par
Muhabbaton ke payaam likhna

Gulaab chehron se dil lagaana
Woh chupke chupke nazar milaana
Woh aarzoo-won ke khwab bun-na
Woh qissa-e-naa-tamaam likhna

Mere nazar ki haseen fazaa-won
Kabhi jo un ka nishaan paao
To poochhnaa yeh kahan gayay woh
News
Slash kündigt neue Musik von Guns N' Roses an
Vor 1 Tag
Slash kündigt neue Musik von Guns N' Roses an
Oasis: Veröffentlichen sie eine Jubiläumsausgabe von 'Definitely Maybe'?
Vor 3 Stunden
Oasis: Veröffentlichen sie eine Jubiläumsausgabe von 'Definitely Maybe'?
Ghulam Ali - Kabhi Kitabon Mein Phool
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru