Hamen To Woh Gujara Jamana Yaad Lyrics
von Ghulam Ali
Hamein to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai
Tumhe bhi kya kabi koi dewana yaad aata hai…
Hawaein tej thi, baarish bhi thi, tufan bhi tha lekin
Tera aise main bhi waada nibhana yaad aata hai
Guzar chuki thi bahut raat baaton-baaton main
Fir uth k woh tera shama bujhana yaad aata hai
Ghatayein kitni hi dekhi hain par mujhe ‘israr'
Kisi ka rukh pe woh zulfein girana yaad ata hai

Writer(s): Israr Ansari, Pradyumna Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Ghulam Ali Lyrics
Link kopiert!
Ghulam Ali - Hamen To Woh Gujara Jamana Yaad
Quelle: Youtube
0:00
0:00