Faasle Aise Bhi Honge Lyrics
von Ghulam Ali
Na uda youn thokaron se meree khaak-e-qabr zaalim
Yehi aik rah gayee hai mere pyaar ki nishaani
Faaslay aise hongay yeh kabhi socha na tha
Saamne baitha tha mere aur woh mera na tha
Woh to khushboo ki tarah phaila tha mere charsoo
Main usay mahsoos kar sakta tha chhoo sakta na tha
Raat bhar pichhlee hi aahat kaan mein aatee rahee
Jhaank kar dekha galee mein koi bhi aya na tha
Yaad kar ke aur bhi takleef hoti thi adeem
Bhool jaane ke siwa ab koi bhi chaara na tha

Writer(s): Ghulam Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Ghulam Ali Lyrics
Link kopiert!
Ghulam Ali - Faasle Aise Bhi Honge
Quelle: Youtube
0:00
0:00