Dil Mein Ek Lehr Si Uthi Hai Lyrics
von Ghulam Ali
In 'Dil Mein Ek Lehr Si Uthi Hai' von Ghulam Ali spiegelt sich das Gefühl der inneren Bewegung wider, das oft mit neuen,... weiterlesen
Dil Mein Ek Lehar Si, Ghulam Ali
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Shoor barpa hai khana-y-dil mein
Shoor barpa hai khana-y- dil mein
Koi dewar se geri hai abhi
Koi dewar se geri hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Kuch tu nazuk mezagh hien hum bhi
Kuch tu nazuk mezagh hien hum bhi
Oor yeh chot bhi nayee hai abhi
Oor yeh chot bhi nayee hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Yaad kay bay nihaa jaziroo say
Yaad kay bay nihaa jaziroo say
Teri awaz aa rahi hai abhi
Teri awaz aa rahi hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Sher ki bay charagh galiyoon may
Sher ki bay charagh galiyoon may
Zindagi tugh ko dhondhti hai abhi
Zindagi tugh ko dhondhti hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Shoor barpa hai khana-y-dil mein
Shoor barpa hai khana-y- dil mein
Koi dewar se geri hai abhi
Koi dewar se geri hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Kuch tu nazuk mezagh hien hum bhi
Kuch tu nazuk mezagh hien hum bhi
Oor yeh chot bhi nayee hai abhi
Oor yeh chot bhi nayee hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Yaad kay bay nihaa jaziroo say
Yaad kay bay nihaa jaziroo say
Teri awaz aa rahi hai abhi
Teri awaz aa rahi hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Sher ki bay charagh galiyoon may
Sher ki bay charagh galiyoon may
Zindagi tugh ko dhondhti hai abhi
Zindagi tugh ko dhondhti hai abhi
Koi taza hawa chali hai abhi
Dil mein ek laher si oothi hai abhi
Writer(s): Ghulam Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
In 'Dil Mein Ek Lehr Si Uthi Hai' von Ghulam Ali spiegelt sich das Gefühl der inneren Bewegung wider, das oft mit neuen, unerwarteten Emotionen verbun... weiterlesen
-
Beliebte Ghulam Ali Lyrics
Link kopiert!
Ghulam Ali - Dil Mein Ek Lehr Si Uthi Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00