Chaudavin Ka Chand Lyrics

Lyrics
Tum Bin Bada Udaas Raha Chaudveen Ka Chand
Chhat Par Nikal Ke Doob Gaya Chaudveen Ka Chand
Tum Bin Bada Udaas Raha Chaudveen Ka Chand
...
Rukh Se Naqaab Un Ke Hati Bhi Na Thi Abi
Badli Main Chhup Ke Baith Gaya Chaudveen Ka Chand
Tum Bin Bada Udaas Raha Chaudveen Ka Chand
...
Main Ne Bhi Apne Chand Ko La Kar Dikha Diya
Magroor Ho Raha Tha Bada Chaudveen Ka Chand

Tum Bin Bada Udaas Raha Chaudveen Ka Chand
...
Baahon Main Meri Dekh Ke Besaakhta Kaha
Hai Aasmaan Pe Kis Ne Kaha Chaudveen Ka Chand
Tum Bin Bada Udaas Raha Chaudveen Ka Chand
Chaudveen Ka Chand
Writer(s): Nayab Raja, Kaisrul Jafari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Ghulam Ali - Chaudavin Ka Chand
Quelle: Youtube
0:00
0:00