Janam janam
Ho tu hi mere pass maa…
Janam janam
Ho tu hi zameen aasman
Janam janam
Ho tu hi mere pass maa…
Janam janam
Ho tu hi zameen aasman
Ye hai khabar, Dil mein kahin
Rab rehta hai darbadar
Mere dil mein rehti,
Bholi bhali meri maa
Mere dil mein rehti,
Bholi bhali meri maa
Pagli hai duniya, rab ko manane
Mandir mazaaro, tak jaati hai
Ghar mein hi mere, hota hai teerath
Mujhko nazar jab, maa aati hai
Mujhko nazar jab, maa aati hai
Janam janam
Meri ardaas maa
Janam janam
Tu mera ehsaas maa
Sach ka pata dil mein hi hai
Par mujhko ye pata
Mere dil mein rehti,
Bholi bhali meri maa
Mere dil mein rehti,
Bholi bhali meri maa
Bachpan se ab tak
Maa se kya seekha
Main ye jahan ko batlaunga
Jab naaz hoga, tumko bhi mujh pe
Woh din yakeenan, main laaunga
Woh din yakeenan, main laaunga…
Janam janam
Ho tera vishwaas maa…
Janam janam
Rahun main tere paas maa
In khwahishon in koshishon
Se pehle toh magar
Mere dil mein rehti,
Bholi bhali meri maa
Mere dil mein rehti,
Bholi bhali meri maa
Writer(s): Pritam Chakraborty, Amitabh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com