Facebook
Twitter
Problem melden

Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi Songtext

Kisi aur ke naam ki mehndi hathon mein na apna bharna

Thukara ke mohabaat meri kabhi kisi aur se pyaar na karna

Tum to shayaad jeelo mere bin hoo. jeena paunga main tere bin

Lejaye jo tumko chheen kar hoo. kash kabhi aaye na aisa din
Tumse bichhad ke aur kisi ka ho na sakungaa
Jis main tumhara pyaar hai woh dil kisko mai dungaa
Hona na judaa kabhi mujhse jeena dushvaar na karnaa
Hona na judaa kabhi mujhse jeena dushvaar na karnaa
Thukara ke mohabaat meri kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri kabhi kisi aur se pyaar na karna

Hathon ko na mere chhoda na hoo. dekho mera dil na todana

Mar jaunga ho kar main judaa hoo. tumko kasam hai mooh na modna
Tum ho meri meri hi rahogi keh bhi donaa
Aur kisi ki tum naa banogi keh bhi donaa
Koi joothi kasam naa khana jootha naa ikraar na karna
Koi joothi kasam naa khana jootha naa ikraar na karna
Thukara ke mohabaat meri kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri kabhi kisi aur se pyaar na karna

Kisi aur ke naam ki mehndi hathon mein na apna bharna
Thukara ke mohabaat meri kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri kabhi kisi aur se pyaar na karna
Thukara ke mohabaat meri kabhi kisi aur se pyaar na karna.
By samir9623318685
News
Wie Beyoncé: Lily Allen macht jetzt auch Country-Musik
Vor 2 Stunden
Wie Beyoncé: Lily Allen macht jetzt auch Country-Musik
Dua Lipa: Das erwartet die Fans bei ihrem Glastonbury-Auftritt
Vor 3 Stunden
Dua Lipa: Das erwartet die Fans bei ihrem Glastonbury-Auftritt
Agam Kumar Nigam - Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru