Facebook
Twitter
Problem melden

Ae Mere Dil Bata Kya Bura Songtext

Ae mere dil bata kya bura keh diya
Ae mere dil bata kya bura keh diya
Ae mere dil bata kya bura keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diyaa
Bewafa ko agar bewafa keh diyaa

Ae mere dil bata kya bura keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diyaa
Bewafa ko agar bewafa keh diyaa

Dil mera chhin kar pehale dil main rahaa
Phir kisi aur ko usne aapna kaha
Dil mera chhin kar pehale dil main rahaa
Phir kisi aur ko usne aapna kaha
Usko maluum hai kitana tadapa hu mai
Usko maluum hai maine kya kyaa saha
Shrma aati nahi phir bhi usko jara
Shrma aati nahi phir bhi usko jara
Is liye besharam behaya keh diya
Is liye besharam behaya keh diya

Uske dil main hai kyaa main samaj naa saka
Kyaa khau main ke main kitana nadaan thaa
Uske dil main hai kyaa main samaj naa saka
Kyaa khau main ke main kitana nadaan thaa
Bholi bhali nazar main hai iitna zaher
Is hakiqat dil haay anjaan thaa
Sach to ye hai suru se woh baimaan thaa
Sach to ye hai suru se woh baimaan thaa
Pyaar main jisko maine khuda keh diyaa
Pyaar main jisko maine khuda keh diyaa

Ae mere dil bata kya bura keh diya
Ae mere dil bata kya bura keh diya
Bewafa ko agar bewafa keh diyaa
Bewafa ko agar bewafa keh diyaa.
Agam Kumar Nigam - Ae Mere Dil Bata Kya Bura
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru