Kehte hain khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kehte hain khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane,
Hume kya pataa
Kuch toh hai tujh se raabta
Tu humsafar hai,
Phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yehi marna issi ke liye
Hmm meharbaani jaate-jaate mujh pe kar gaya
Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
Tere nazaara mila, roshan sitaara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri saubat mein duaayein hain ussi ke liye
Tere milna hai uss rab ka ishaara
Maano
Mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fiqar hai
Jeene ki wajah hi yehi marna issi ke liye
Jeene ki wajah hai kisi ke liye
Kehte hain khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Ab kya hai kehna humko hai rehna
Jeene ki wajah wahi hai marna ussi ke liye
Kehte hain khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye
Writer(s): Tiga James Sontag, Florian Senfter
Lyrics powered by www.musixmatch.com