Zara zara behekta hai
Mehekta hai
Aaj to mera tan badan
Mein pyaasi hun
Mujhe bharle apni baahon me
Zara zara behekta hai
Mehekta hai
Aaj to mera tan badan
Mein pyaasi hun
Mujhe bharle apni baahon me
Hai meri kasam
Tujhko sanam
Door kahin naa jaa
Ye doorie kehti hai
Pass mere aaja re...
Yunhi baras baras
Kali ghata barse
Hum yaar bhig jaayen
Is chahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhayen
Tu apni ungliyon se
Mein to isi khwaish mein
Sardi ki raaton mein
Hum soye rahe
Ek chadar mein
Hum dono tanha ho
Na koi bhi rahe is ghar mein
Zara zara behekta hai
Mehekta hai
Aaj to mera tan badan
Mein pyaasi hun
Mujhe bharle apni baahon me
(haan jaare aare)
Tadapayen mujhe
Teri sabhi baate
Ek baar e diwaane
Jhutha hi sahi
Pyaar to kar
Mein bhuli nahin
Hasin mulaqaate
Bechen karke mujhko
Mujhse yun naa pher nazar
Ruthega na mujhse
Mere saathiya ye vaada kar
Tere bina mushqil hai
Jeena mera mere dilbaar...
Zara zara behekta hai
Mehekta hai
Aaj to mera tan badan
Mein pyaasi hun
Mujhe bharle apni baahon me
Hai meri kasam
Tujhko sanam
Door kahin naa jaa
Ye doorie kehti hai
Pass mere aaja re...
Aaja re... e.aaja re
Aaja re... ee.ee
Writer(s): Nina Hagen, Bruno Balz, Michael Jary
Lyrics powered by www.musixmatch.com