Muqabal Hai Pyar Ka Lyrics

Lyrics
Ik pyaar ka nagma hai
Maujo ki rawaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri Meri Kahani hai
Ik pyaar ka nagma hai
Maujo ki rawaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri Meri kahani hai
Ik pyaar ka nagma hai

Tu dhaar hai nadiyan ki
Main tera kinaara Hun
Tu mera sahaara hai
Main tera sahaara Hun
Aankhhon me samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ik pyaar ka nagma hai

Toofan ko aana hai
Aakar chale jaana hai
Badal hai yeh kuch pal ka
Chaakar dhaal jaana hai
Parchaiyaan reh jaati
Reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai

Ik pyaar ka nagma hai
Ik pyaar ka nagma hai

End
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Various Artists - Muqabal Hai Pyar Ka
Quelle: Youtube
0:00
0:00