Facebook
Twitter
Problem melden

Chipkali Songtext

Aye raat karvat badal rahi hain
Aye raat karvat badal rahi hain
Meri jawani machal rahi hain
Machal rahi hain
Meri nazar jaise chipkali hain
Meri nazar jaise chipkali hain
Mere badan pe phisal rahi hain
Phisal rahi hain
Aye raat karvat badal rahi hain

Pyar hain to paas aaja
Door kyun hain maherbaan
Tere hotho pe bana doon
Apne hotho ke nishaan

Pyar hain to paas aaja
Door kyun hain maherbaan
Tere hotho pe bana doon
Apne hotho ke nishaan
Tere liye hi teri deewani
Tere liye hi teri deewani
Bahek rahi hain sambhal rahi hain
Sambhal rahi hain
Aye raat karvat badal rahi hain

Chup ho dil mein dafn kar ke
Zindagi ka raaz main
Shor mein bhi soon rahi hoon
Moat ki awaaz main

Chup ho dil mein dafn kar ke
Zindagi ka raaz main
Shor mein bhi soon rahi hoon
Moat ki awaaz main
Haa ye zindagi ret ki tarah hain
Ye zindagi ret ki tarah hain
Jo mutthio se phisal rahi hain
Aye raat karvat badal rahi hain
News
Sasha: Der Sänger musste sein Leben umkrempeln
Vor 20 Stunden
Sasha: Der Sänger musste sein Leben umkrempeln
Tame Impala: Verkauf seines gesamten Musikkatalogs an Sony Music Publishing
Vor 22 Stunden
Tame Impala: Verkauf seines gesamten Musikkatalogs an Sony Music Publishing
Sunidhi Chauhan - Chipkali
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru